Awara Song Lyrics - Dabangg3 | Salman Ali, Muskaan

English


Pehla pehla ishq huwa hai
Pehla tajurba pehli dafa hai
Ho…Tujho nahin toh kuch bhi nahi hai
Saanso ki chalne kit tu hi wajah hai

Maange fakir duwaein allah
Yaar di surat mashallah
Rit na jaanu riwaz na maanu
Mein tho thera saada bandha

Maange fakir duwaein alla
Yaar di surat mashallah
Rit na jaanu riwaz na maanu
Mein tho thera saada bandha

Bichara dil mera…mera dil
Tujhko hi dhundta rehta hai
Awaara…awaara..awaara…
dil mera…mera dil
Tujhko hi dhundta rehta hai

Kal parso ke liye
yatto barso ke liye
Tujhko hai maanga har janam ke liye

Meri toh duwayein saari
Meri toh waafein saari
Joh bhi hai woh hai
Mere sanam ke liye

Ho!! mein bhi sajjde mein
Jhuka kar sar
Duwa mein mangta hoon tujhein
Na hogi aakhri dum tak yeh chahat kam

Awaara…awaara..awaara…
dil mera…mera dil
Tujhko hi dhundta rehta hai

Jab na mein dekhu tujhein
Jab na mein socchuu tujhein
Mere din na dhalein
Meri raat ho….

Koyi bhi zamaana aaye
koyi bhi thikana aaye
koi sang ho na ho tere saath ho

Teri yaadon ke saaye mein
Mein ikk ikk pal bitata hoon
Kahin jaunt tera charcha
Teri baat ho….

Awaara…
dil mera…mera dil
Tujhko hi dhundta rehta hai
Awaara…awaara..awaara…
dil mera…mera dil
Tujhko hi dhundta rehta hai



"Awara" Song Info



Singer : Salman Ali and Muskaan
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Sameer Anjaan and Sajid
Music Label : T-Series
Movie : Dabangg3
Director : Prabhu Deva
Starring : Salman Khan, Sonakshi Sinha and Sainee Manjrekar

Comments

Popular posts from this blog

The Naari Naari Song Lyrics - Made in China |

Macchardani Lyrics | Jabariya Jodi | Vishal Mishra, Jyotica Tangri

Aai Shappat Lyrics | Malaal | Rutvik Talashilkar